🏠 Real-estate brokers ke liye

Follow-up bhool gaye? Deal gayi.

Chazer — aapki WhatsApp diary. Customer, flat aur follow-up sab yaad rakhta hai. Gujarati, Hindi, Marathi, English — apni bhasha me likho ya bolo.

  1. Customer ya flat — bas WhatsApp pe bhej do (likh ke, forward ya 🎤)
  2. Requirement aayi — matching flats turant
  3. Reminder time pe, roz subah 8 baje aaj ka plan
  4. Naam ya number bhejo — customer ki poori details
  5. Sab kuch tap se — koi app nahi, koi training nahi

7 din free · phir ₹149/mahina se (₹5/din) · koi auto-charge nahi

WhatsApp pe DEMO try kariye

1 minute · sab button dabake

Aise kaam karta hai

Aap bhejte ho — Chazer yaad rakhta hai aur time pe batata hai.

C

Chazer

online

Rajesh 98765 43210, 2BHK Virar West, 75L tak
✅ Naya deal · BuyerRajesh — 2BHK Virar West — ₹75L
Options
🔗 Rajesh ke liye 2 flats matchTap karke details + number dekhiye 👇
Flats dekho
Rajesh ko kal 11 baje call karna hai
⏰ Reminder setRajesh ko call — Sun 15 Nov, 11 am5 min pehle yaad dilaunga

Agle din

⏰ Rajesh ko call at 11 am
✅ Ho gaya⏰ 1 ghanta baad📅 Kal 10 baje
Rajesh
📇 Rajesh · Buyer · 2BHK Virar West · ₹75L takStage: New Lead · update kal
Options

Shuru kaise kare

  1. 1

    DEMO bhejo

    Neeche ka button dabao — WhatsApp me DEMO likha hua khulega. Bas bhej do.

  2. 2

    Naam pe tap

    Account wahin ban jata hai, 7 din free. Koi form, koi password nahi.

  3. 3

    Pehla customer bhejo

    1 minute ka demo karo, phir aaj ka ek asli customer bhejo — bilkul jaise kisi broker ko likhte ho.

Manish Pandit

Manish Pandit

Founder, Chazer

Main Manish Pandit hoon. Brokers ka kaafi kaam WhatsApp par hota hai — lekin WhatsApp follow-ups yaad nahi rakhta. Isi problem ko solve karne ke liye maine Chazer banaya.

Mujhse baat kariye →

Brokers ke sawaal

App download karna padega?+

Nahi. Chazer WhatsApp ke andar hi chalta hai. Dashboard phone ke browser me ek link se khulta hai.

Kya Chazer mere customers ko message karega?+

Kabhi nahi. Chazer follow-up message likh ke deta hai — bhejte aap hi ho, apne WhatsApp se.

Mera data safe hai?+

Aapke deals sirf aapko aur aapki team ko dikhte hain. Chazer sirf wahi padhta hai jo aap usse bhejte ho — aapki personal chats kabhi nahi. STOP bhejo, sab band.

Commands yaad rakhne padenge?+

Nahi. Bas 3 cheezein: customer ya flat bhej do · naam ya number bhejo → poori details · baaki sab ke liye “hi” bhejo aur tap karo.

Mere 100+ customers hain — sambhal lega?+

Haan. List lambi nahi aati: kitne hain, aaj kisko dekhna hai, aur pehle 5 — baaki ek tap pe ya Dashboard me, area ke hisaab se bhi.

Kitna kharcha hai?+

7 din free, sab features ke saath. Phir Pro ₹149/mahina ya ₹999/saal — akele broker ke liye. Pro Plus ₹299/mahina: team (4 log) aur 🎤 voice notes. Koi auto-charge nahi — aap khud pay karte ho.

Gujarati, Hindi ya Marathi me chalega?+

Haan — Gujarati, Hindi, Marathi, English, Hinglish. Likh ke ya 🎤 bol ke, apni bhasha me. Chazer ka jawab Hinglish me aata hai.

1 minute me khud dekh lo

WhatsApp pe DEMO try kariye

1 minute · sab button dabake

DEMO try kariye